Jo meri riyaz pe neemo shab ko saleem subah na mil saki to is ke maani to ye hue ke yahan khuda koi aur hai
Monday, August 16, 2010
MAINKHYAL HUN KISI AUR KA- RIZWAN
Main Khayaal Hun Kisi Aur Ka Mujhe Sochtaa koi aur hai,Sar-E-Aeenah Mera Aks Hai Pas-E-Aeenah Koi Aur Hai .Main Kisi Ke Daste Talab Main Hoon, To Kisi Kay Harf-E -Dua Main Hoon Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka Mujhe Maangata Koi Aur Hai.Tujhe Dushmanon Ki Khabar Nati, Mujhey doston ka pata nahi Teri Daastan Koi Aur Thi, Mera Waaqaya Koi Aur Hai.Kabhi Laut Aayen To Na Poochna, Nahin Dekhnaa Unhen Ghaur Se Jinhen Raaste Main Khabar Hoyi Ki Yeh Raasta Koi Aur hai.Jo Meri Riyaazat-E-Nim Shab Ko Saleem Subho Na Mil Saki To Phir Is Ke Mahni Ye Hue Ke Yahaan Khudaa Koi Aur Hain.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment